Monday, 15 September 2014

Great Injustice to Urdu in India
" Jin sheheron mein goonjee thi Ghalib ki nawa barson
   Un sheheron mein ab Urdu benaam-o-nishaan thehri
   Azaadi-e-kaamil ka ailaan hua jis din
   Matoob zubaan thehri, ghaddaar zubaan thehri

   Jis ahad-e-siyaasat ne yeh zindaa zubaan kuchli
   Us ahad-e-siyaasat ko mehroomon ka gham kyun hai ?
   Ghalib jise kehte hain, Urdu ka hi shaayar tha
   Urdu par sitam dhaa kar, Ghalib par karam kyun hai ? "

  Sahir Ludhianvi at a function in Agra in 1969 on the centenary of Ghalib's death

1 comment:

  1. "Paritranaya sadhoonam
    vinashaya cha dushkrutam,
    dharma sansthapanarthaya"

    ReplyDelete