Wednesday, 25 May 2016


Mir and Delhi
The poem of the great Urdu poet Mir ( 1723-1810 ) on Delhi. It was written after the sacking of Delhi by Ahmad Shah Abdali in 1761
" Kya bood-o-baash pooche ho, poorab ke saakinon
  Humko ghareeb jaan ke, hans hans pukaar ke
  Dilli jo tha ek sheher, aalam mein intikhaab
  Rehte the muntakhib hi jahaan rozgaar ke
  Usko falak ne loot kar veeraan kar diyaa
  Hum rehne waale hain usi ujde dayaar ke "
    Mir Taqi Mir
N.B.
Boosh-o-baash means residence, saakin means inhabitant, aalam means world, intekhaab means  to choose or select, muntakhib means selected, falak means sky, veeraan means ruined or desolate or depopulated, dayaar means region or country

No comments:

Post a Comment