Sunday 15 June 2014

Sahir Ludhianvi in Jashn-e- Ghalib, 1969

"Jis ahad-e-Siyasat ne yeh zinda zubaan kuchli
Us ahad-e-siyasat ko marhoomon ka gham kyun hai ?
Ghalib jise kahte hain Urdu ka hi shayar tha
Urdu par sitam dhaakar Ghalib par karam kyun hai ? "


"Jin shahron mein goonji thi Ghalib ki nava barson
Un shahron mein ab Urdu benaam-o-nishaan thehri
Azadi-e- kamil ka ailaan hua jis din
Matoob zubaan thehri ghaddaar zubaan thehri "


3 comments:

  1. Aray oh aasman waale bata, is mein boora kya hai
    Khushi ke chaar jhonke gar idhar se bhu guzar jayen

    ReplyDelete
  2. Nice article sir, I love to read this types of articles. Thanks a lot to share with us......Ind Govt Jobs, Latest Recruitment, Latest Employment News.

    ReplyDelete
  3. Katju Sahab,

    I hope somebody recites this Ghazal in Parliament!! How precisely put??

    ReplyDelete